lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu “yaad” – killer mark

Loading...

chorus: 1 (x1)
tere yaad nay mujh ko itna tarpaya
ke mera dil sambhal na payaaaaa!
tere yaad nay mujh ko itna rulaya
ke main kuch samajh na payaaaaaaaa!

verse: 1 (x1)
taad tere aye raton ko rulay
sari sari raat main to sona saka
bata mere jana kya thi mere khata
jo hogai juda
tanha hun in raha hon main
ab hun main tanha
tu na raha bas tere yadeinn reh gain
in ankhon ke ansoon hain khushk
bas batein reh gain
aur doosra ye ke ab tu mere paas bhi nhi
kun nhi mujhe ye to khud bhi nhi pata
bata deti mujhe ke kya thi mere khata
tere bare main na janay kun soch raha
apnay app ka gala main khud ghot raha
mere dil main tu
baton main tu
khuwabon main tu
yaadon main tu
mere andar bas gai hai tu
kun mujh se itna door hai tu
chal na bata
yehi hai mere pyaar ki saza

chorus: 2 (x1)
tere yaad nay mujh ko itna tarpaya
ke mera dil sambhal na payaaaaa!
tere yaad nay mujh ko itna rulaya
ke main kuch samajh na payaaaaaaaa!

verse: 2 (x1)
yaad hi kun aye kun mujh ko rulaye
din raat mere dil main tu hi samaye
na perhnay main dehan hai
na perhnay ka irada
her taraf kanon main bajta tera hi tarana
kyun mujh se tu door gai
kyun mera dil tor gai
kyun apni yadein mere khuwabon main chor gai
tunay kyun chor dia mujh ko tanha
ab na hai koi mera thikana
ek tu hi tha mera ashyana
tera sath tha to main khul ke jiya
ab main dab dab ke mar raha
tere wo hansee, wo tera muskurana
mujhe yaad aye mera dil bhailaye
raton ko mujh ko jag-ye
mujhe neend bhi na aye
tu mujh main itna samaye
phir mujh ko yun tanha chor jay

chorus: 3 (x1)
tere yaad nay mujh ko itna tarpaya
ke mera dil sambhal na payaaaaa!
tere yaad nay mujh ko itna rulaya
ke main kuch samajh na payaaaaaaaa!

bridge: 1 (x1)
tere yaad mjh ko ayeeeeeeeeeeee
kyun mujh ko itna rulayeeeeeeeeee
tere yaad mujh ko ayeeeeeeeeeee
kyun mujh ko itna tarpayeeeeeeeeee!

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...