lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu laapata – kwizz

Loading...

khushiyan sameet kr aaj bhi kyu dhundh raha
un galiyon ki baaton ko aaj bhi kyu sochta
mai rok raha khud ko uss raste jaane

pr chalta ja raha
ek doobi kashti jo khoje kinara,
mai likhna chah raah pr likh nahi pa raha
aur jo likhta ja raha wo tha nahi erada
barbaad krke puche kya bigada
mera koyi gawah na aur na gunah tha
tabhi muskura rha
aur tha bahana tabhi gunguna raha
aur ha ab nakara
gunguna raha
wajah thi kya ab na puchna
wajib toh tha zada nahi sochta
aage ka kuch nahi pata
kho g*ye hai hum
laapata

laapata laapata
laapata laapata
tera na pata
mera na pata
ha hum laapata

laapata laapata
laapata laapata
tera na pata
mera na pata
ha hum laapata

lage anhoni abhi baki koyi
mangle pr milni ab maafi nahi
bharosa toota aur ha saza mili
panne bharne ki fir wajah mili
jo baatein bachi ab krne ko
mai na likhta yaha tum sunte toh
khwaab bune the sang mei jo
mai na likhta yaha poore hote toh
khaas hai shyaad aaj bhi wo
mai na likhta yaha na hote toh
kho g*ye hai panchi do
mai na likhta yaha
(sang hote toh)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...