lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu yeh samaa samaa hai yeh pyaar ka – lata mangeshkar

Loading...

[chorus]
yeh samaa , samaa hai yeh pyaar ka
kisike intezaar ka
dil na churaale kahi mera
mausam bahaar ka
yeh samaa , samaa hai yeh pyaar ka
kisike intezaar ka
dil na churaale kahi mera
mausam bahaar ka

[verse 1]
basne lage aankhon mei, kuch aise sapne
basne lage aankhon mei, kuch aise sapne
koi bulaaye jaise nainon se apne
nainon se apne
yeh samaa , samaa hai deedar ka
kisike intezaar ka
dil na churaale kahi mera
mausam bahaar ka

[verse 2]
milke khayaalon mei hi, apne balam se
milke khayaalon mei hi , apne balam se
neend gawaayi apni, maine kasam se
maine kasam se

yeh samaa, samaa hai khumar ka
kisike intezaar ka
dil na churaale kahi mera
mausam bahaar ka

[verse 3]
main toh hu sapnon ke, raja ki rani
main toh hu sapnon ke, raja ki rani
sach ho na jaaye ab yeh, jhoothi kahaani
jhoothi kahaani

yeh samaa, samaa hai iqraar ka
kisike intezaar ka
dil na churaale kahi mera
mausam bahaar ka
yeh samaa , samaa hai yeh pyaar ka
hmmmm hmmmm

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...