lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu suicide – lil rockstar

Loading...

“lezter”
“27corazones beats”

ayyy aaj phir kaali syaahi se bhig ke
gore panne ko pura ka pura nahaana hoga
ye na koi pop na commercial song
ye to hip hop zone death fact wala gaana hoga
ab reh liya hoon kaafi hadd tak main jinda
saririk mitti ko chod ke ab jaana hoga
khud se hi khud main darkhawas karu ki
ab bahot ho g*yaab maut ko bulana hoga
umar bahot jayada nahi umar kam hai
dil ke andar kaafi bhara pada gam hai
ankhe sun padi sukhe usme nam hai
maut ka karad meri khusiyaan khatam hai
kaise tadap raha kaise main batau ha
duniyaan dari se main khud ko chupau kya
ya phir main duniya ke samne aake
chikh chilla ke apna dard dikhau kya
janta hoon ki abhi umar meri jayada nahi hai
lekin kya karu mera jeene ka irada nahi hai
is duniya dari ke numaisho ko dekh ke tut chuka hoon
ab marne se koi ghata nahi hai
chor do mujhko azaad hone jane do
is jinda lash se meri rooh ko bhagane do
khud sе hi khud baat hoti hai
ki ilam ki roshani pe ab mujhe aane do
tut chuka hoon mujhе todne wale kai hai
fareb bahot lekin sachai nahi hai
kya karu jeene ki icha hi nahi hai
khud ki jaan lu kya soch ye sahi hai

soch ye sahi hai

kab tak jinda reh ke rooh ko tadpau main
ya phir jinda reh ko khud ko satau main
khud ke khusiyon ka gala ghot ta hoon
isse acha hai ki khud mar jau main
sochta hoon ka main khud ko hi maar lu
khud ke haathon se main khud ki hi jaan lu
khud ko maar ke main khud ki jaan leke
khud ke haathon se main khud pe ilzam lu
ek din meri maut ka tamasha hoga
rooh se awaaz nikale alvida ab jaana hoga
logo ke kafilo ke bich me se
meri maut ka chaar kandho pe uthta janaza hoga
logo ka mrit sthal pe aana jaana hoga
mere bare me aas pass me dilasa hoga
sabhi me charcha kafi jayada hongi
ki iski maut ka aakhir kya bahana hoga
jitne bhi log aane jaane wale honge
un sabhi ke haathon me ful or maala hoga
kuch logo ka matam ke naam pe
jhut mut ka rone dhone ka dikhawa hoga
asal me ek ascharya ki baat hai ki
kafan ka rang safed ya phir kala hoga
mere uthte janaze ke samay me
saam ka mausam kaafi jayada sa suhana hoga

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...