lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu stay blessed – mc satan

Loading...

hum dono hi gawah
mushkil tha sab kuch
na dil ko thi shanti
hum dono hi gawah
mushkil hai abb jo woh pehle aasan thi
iss baat ka mai gawah
ye gaana hai gaana , nai teri nishani
ye barso ki aandhi , har pal hai baarish pal pal aashanti

main kisiki jaan , par teri ho baat
toh fikar na jaan ki
tujhpe hai garv , lehrati fasal ho jaise kisaan ki
logo ke chalte tu rukti nahi hai tujhe pata
aadhure se reh jate hai yaha rishte
bas yaadein unki mere liye dawaa

jo tera hai tu kabhi khoti nai
aasani se sabki tu hoti nai
kabhi dekhe hai tumne bhi sapne bade
tabhi aati hai neend par soti nai
self dependent tu sabhi se aage
jaise koi pendent seene se lagake
khoobsurat woh chaand ki chandani jesi
woh chashmo ke peechе ki asli nigahe
chupaye woh aksar kabhi aaisi baat
jo aankho mai uske bhi dariya banadе
meri nazar mai woh hai itni anmol
ki lohe ko chue toh heera banade
kisi din , kayi saal baad
i hope ki tu wahi hogi jaha tujhe rehna tha
tu jaisi hai waisi hai mast
tu badal nahi jaana , bas ye tujhse kehna tha
aksar hi maan kare saamne tujhe rakhke
gale laga ke mai roo du
par fir sochu ki kya hi ho faida
abb lagta hai dar kahi tujhe na kho du
you know mujhe tum pe yakeen hai
saath thi kabhi bolke toh dekh
ye daastan ho rahi choti
bilkul jaise birthday ka cake
tu deti apna best to best
mai kehni pata face to face
beneta for your whole life
beneta yani stay blessed….

hum dono hi gawah
mushkil tha sab kuch
na dil ko thi shanti
hum dono hi gawah
mushkil hai abb jo woh pehle aasan thi
iss baat ka mai gawah
ye gaana hai gaana , nai teri nishani
ye barso ki aandhi , har pal hai baarish pal pal aashanti

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...