lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu mistr dj – band kamra – mistr dj

Loading...

akele kamre main milny laga mujhy sukoon

na chah kar bhi kar raha mai apna khoon

maii * dard mai hoon kesy bayan karoon

naa chah kar bhi band kamre mai sanse bharoon

socho wo pal jin lamho mai mein kush tha

mujhy pata hai k yeh waqt kisi liyh nahi rokhta
par jab bachpan ki dosto ki yaad ay dil mera dukhata

rabta mera sab sy

wasta mera rabsy

dukh seh raha mai kab sy

par khuda ko pata hai sukh mujhy kab de

har galti ka zimedar mano mai khud ko

zimedariyan mujhy nibhane nahi ati

phir bhi pareshani meri wahid chez jo mujh chor k nahi jati

hook )

mein raat ko uth k likhon gane mere

tahajud ka waqt hova farishtey samny mere

mai akela kamre main dua mango raab mujhy aram dey

par kamry sy bahir niklo tu mere bhi sary kaam haram hai

2nd verse

mere pasand k log ab na pasand mujhy

mujhy sy gair mere pochy

jo sath thy mere ab khilaf kyu hai

jo soch rhy tera bura

un k bury waqt mai in k sath tu kyu hai

apni baap ki tarah mein muh par sach bolta

meri har baat buri lagy inko isliyh mеin kaam bolta

syd isliyh yeh mere khilaf hai

par mujhy nahi parwa mеre sath mera baap hai

mujhy keh rahai bura kya in k dil saaf hai

jin ko ho galti ka ehsaas un sabko kardo maaf mein
sabko pata hai k akele main milta sukon

phir jab mujhy yeh kahi akela dekhe

tu kyu pochy rehta akela tu kyu

sab k saath mai waqt guzaraon

par tanhai ka bhi mere sath rehna haq banta hai

jisko batai mene apny raaz

wo ouro k samny sab bakta hai

mai akelepan mai dukh likhne baithu

ansoo mere ghire farsh par os mai na poncho

yaad ay sab wo batain

jab sachy dost mere sath thy

jab subha ankh kholo ghar waly mere asa pas they

jab nahi thi kadar mujhy wo jo log mere sath thy

ab jab likhny baitho guzra waqt hath mere kyu kanp tey

( hook )

mein raat ko uth k likhon gane mere

tahajud ka waqt hova farishtey samne mere

mai akela kamre main dua mango raab mujhy aram de

par kamre sy bahir niklo tu mere bhi sary kaam haram hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...