lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sachi muchi – mohit chauhan

Loading...

main gapp na koi maarun
naa baat bolunga kacchi
2-3 saal se mujhko
tu lagi laagne acchi

o.. main gapp na koi maarun
jo baat bolungi sachi
main nakhreeli si chori
hoon saath hi tere acchi
tu jaan hai sachi muchi

o baat ansuni hai
pyar se buni hai
aaj doguni hai aarzu

ye khwaab hain chahatein
ya mere dil ki aawazein
jaanti hai tu
tere kehne se li maine parvazein

main gapp na koi maarun
jo baat bolungi sachi
main nakhreeli si chori
hoon saath hi tere acchi
tu jaan hai sachi muchi

leja wahan tera ho jahaan pe jahaan
maine ye de di hai zubaan
chalta jaaunga

subah ko main laaunga honthon pe hansi
shaamon ko baaton mein teri dhalta jaaunga

main rajj ke chaahun tujhko
le ishq mein teri nachi
main chhad akal ki baatein
phir aaj ho g-yi bacchi
tu jaan hai sachi muchi

o baat ansuni hai
pyar se buni hai
aaj doguni hai aarzu

ye khwaab hain chahatein
ya mere dil ki aawazein
jaanti hai tu
tere kehne se li maine parvazein

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...