lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu roshni – mr. lay g

Loading...

verse 1
nayi toh subah hai aayi
roshni ko saang hai laae
aadate boori hatae
mushkilo se seekh paae
dil mei jo bhara tha dard
aanshuo wo nikala
khud ka mei bana sahara
hath yeh bana khazana
ladka mei na hu purana
mujhko sunega zamana
sach hai tumko bas batana
safar yeh laage suhana
waqt na hai ab gawana
geet mei ab sab jatana
manzil ke liye rawana
kabza sabke dil pe jana
chorus
dekho zameen pe sitara aya hai
tumhari aankho ke aage yeh chamkega
saare hee
dekho abhi toh kaari shuruwaat hai
yeh poori duniya bhi meri toh honi deewani hai

verse 2
sabd jab bhi hai judde
unse raste yuh
aage ke khule
doosro ki kaamyabi se toh hum kabhi na jale
nafrat se lade
pyaar se challе hai
ab toh rab toh sabko
deta utna hee hai
jitna uske hisse mеi likha hai hota
rota kyu hai tujhko bhi milega
haq ka jag jaa ab na rukna hai kamana dugna
phir hai uss ko karna
saugunah saugunah
saugunah saugunah saugunah

chorus
dekho zameen pe sitara aya hai
tumhari aankho ke aage yeh chamkega
saare hee
dekho abhi toh kaari shuruwaat hai
yeh poori duniya bhi meri toh honi deewani hai
bridge
kaam karte karte saalo nikal g*ye par hausla abhi bhi nahi toota
kasht karte karte hee mauka dhunda
jaha pe insaan thak ke ruk jaate hai waha se meri mehnat shuru hoti hai
andhera toh bhaut hai iss surang mei
par iske aant mei roshni hee roshni hai

chorus
dekho zameen pe sitara aya hai
tumhari aankho ke aage yeh chamkega
saare hee
dekho abhi toh kaari shuruwaat hai
yeh poori duniya bhi meri toh honi deewani hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...