lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ram& mub – mubi music

Loading...

rameesa pyari rameesa mujh ko bhi tum yaad aati ho
rameesa meri pyari rameesa, tum bhi mujh ko yaad aati ho
rameesa meri…

ye na samajhna haar g-ya hoon, mai karachi se paar g-ya hoon
jan hoon main tera rameesa, aaj yaheen hai meri rameesa
tum ko fakhar hai mujh pe rameesa, naaz jehan ko hay tujh pay rameesa
seh lena yeh judaai rameesa, jo qismat mein aai hai rameesa
khwaabon mein abb baat rahay gi, yaad meri terey saath rahay gi
rameesa meri…

ilm ki daulat barhati rahay gi, ummid ki shamma jalti rahay gi
pak watan hai jaan hamari, is kay dam sey shaan hamari
hum na rukey han na hi rukain g-y, hum han mujahid hum na jhuken g-y
yaad karey ga hum ko zamana, hum ko kabhi nah dil sey bhulana
rameesa mujh ko yaad aati ho, rameesa bhi mujh ko yaad aati hay

jan meri piyari rameesa, tum bhi mujhko yaad aati ho…
rameesa meri…

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...