lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu vaaste – nikhil iyer

Loading...

vaaste jaan bhi du
main gawah emaan bhi du
kismato ka likha mod du
badle mein main tere
jo khuda khud bhi de
jannate sach kahu chhod du
vaaste jaan bhi du
main gawah emaan bhi du
kismato ka likha mod du
badle mein main tere
jo khuda khud bhi de
jannate sach kahu chhod de
tumse zyaada main na jaanu
tumse khud ko main pehchanu
tumko bas main apna maanu mahiya
tumse zyaada main na jaanu
tumse khud ko main pehchanu
tumko bas main apna maanu mahiya
mahiya
mahiya
vaaste jaan bhi du
main gawah emaan bhi du
kismato ka likha mod du
tere alava koi bhi khawish
nahi hai baaki dil mein
kadam uthau jaha bhi jaau
tujhi se jaau mil mein
tere alava koi bhi khawish
nahi hai baaki dil mein
kadam uthau jaha bhi jaau
tujhi se jaau mil mein
tere liye
mera safar
tere bina
main jaau kidhar
tumse zyaada main na jaanu
tumsе khud ko main pehchanu
tumko bas main apna maanu mahiya
tumse zyaada main na jaanu
tumse khud ko main pеhchanu
tumko bas main apna maanu mahiya
tu hi hai savera mera
tu hi kinara mera
tu hi hai dariya mera
khuda ka zariya mera
tujhi se bota shuru
ye mera kaarwan
tujhi pe jaake khatam
ye mera saara jaha

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...