lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu barbaadi (feat. hashim nawaz) – osama com laude

Loading...

(intro)
barbaadi
barbaadi
barbaadi
barbaadi

(hook)
wo bolay lockdown bina azaadi
barbaadi
hui barbaadi

par humko andar karna itna asaan nai
barbaadi
hui barbaadi

barbaadi, barbaadi, barbaadi
hui barbaadi

barbaadi, barbaadi, barbaadi
hui barbaadi

(verse 1)
13 wajo se bekaraar hun bae
keray/baker muj hi ko khwaar tu, haina/hannah?
tere jaisay jo nai/johnny wo sinna
wo samaj ti mujhe kabi mauka nahi mila
in ko na pata mujhe in se nahi gila
phatti rehti halaankay abhi mila nahi sila
chill huh, na character mera dheela
goliya maari tu ne banaya ram leela
teri soch baloch, andaaz mahnoor hai
ap aye za/ayeza ra paas, itni kyun dur hai
kalakaar mein par wo ziyada mashoor hai
par underrated rehnay mein milta mujhe sukoon hai
maanein ge nahi inki zindagi dikhawa hai
jo acha lagta sab ko bas wohi dikhana hai
aur ye, hip*hop ka zamana hai
rap sab hi ka/sabeeka imam/imam aur iss ne hi bachana hai
eik raaz/iqra sunaoon, aziz/aziz hai tu mujhe
phir bhi kabhi kabhi lag ti ajeeb hai tu mujhe
jadon vi kaddaan baraat/bar raat puri kat jaati
pohanch jaatay hum hein pehlay khana khaatay bina salaami
(hook)
wo bolay lockdown bina azaadi
barbaadi
hui barbaadi

par humko andar karna itna asaan nai
barbaadi
hui barbaadi

barbaadi, barbaadi, barbaadi
hui barbaadi

barbaadi, barbaadi, barbaadi
hui barbaadi

(verse 2)
mein in se mukhtalif hun in key mein mukhaalif na
in se hun mukhaatib mein abhi ye is key qaabil na
sardar dost mere lodhi hain jo sahir na
mann jaha lag*y us cheez ka bana mein maahir a/mahira!
kamar/qamar peechay sab a/saba khir fan hai tere
line hai, yen hai, ye tau baaki/paki stan hai tere
osama com laude ye sab vehm hai tere
hashim meri nawazish rehm hai in pe!
ye random bars hein randomly chalay caaron mein
this sh*t is deep sea/see saiyan miltay na hum kinaaron pe
i need more/nemo, dhoondo tu je hazaaro mein
gaano mein, yaado mein, yaaro se bolun bro i’m not okay
i mean uh/aamina, sh*shake/sheikh it this side/saeed
sanam/sanam, tere s*se sab jalay/sajal aly one time
kiya na message mainay kiya bus reply
tu rehti high, kabhi kiya nahi fly
tu hayaat/hayat reh, yehi mein wish/mehwish karun
par tu mera nishana nai tujhe kaisay miss karun
ha! tere mein, itna sara/sarah nur/noor kaha se
ankhein maaren camera mein aur haat hila de
(hook)
wo bolay lockdown bina azaadi
barbaadi
hui barbaadi

par humko andar karna itna asaan nai
barbaadi
hui barbaadi

barbaadi, barbaadi, barbaadi
hui barbaadi

barbaadi, barbaadi, barbaadi
hui barbaadi

(outro)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...