lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu mastaan – parvaaz

Loading...

hai meri zaat kya mujh ko kya yeh pata
shakal-o-surat pe likha hai kya
kyun kar main insaan, kaisey koi balah
main mouj-e-dariya, beparwah hoon sada

hai fikre mein kyun dooba saara jahaan
kispey bharosa, kiska gila
hai qaid duniya, fitrat hai mehruma
jhootha t-ssavvur sab ka yahaan

ya subhaan
ya hazoor

be-rang zahir, batin hai kyun siyah
bas ek takalluf, jayiz hai yeh khala
main soz-e-gul hoon, naghm-e-bulbul jawan
udta phiroon main, ghar mera asmaan

ya subaan
ya hazoor
mastaan, mastaan, mastaan, mastaan

jee ne kiya jo main ghar sey chaldiya
fikron se gafil, moujon sa mai rawan
hai huk-m-e-awwal, shahid hai ek khuda
waiz ka dushman na saki ka humnawa

kyun kar main insaan kaise koi balah
main mouj-e-dariya hoon sadah
kar tanz baaton pe
gar hosh hain maghroor yun
jeena yahaan pe marna yahaan

mastaan, mastaan, mastaan hoon main mastaan

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...