lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu awaargi – poet shaf

Loading...

[chorus]
awaargi jalaye khoon mein tehzeeb ko
dhadakte dil ko takleef se milana nahi tha
hum nahi thae woh sansaar ke maane reet jo
bhool jaau tum aisa kuchh gaana nahi tha
awaargi jalaye khoon mein tehzeeb ko
dhadakte dil ko takleef se milana nahi tha
hum nahi thae woh sansaar ke maane reet jo
bhool jaau tum aisa kuchh gaana nahi tha

[verse]
dhaarna thi ki maarta nahi
savdhaani sadharan khud ko maanta nahi
jaagta hoon raate
gum se dur bhaagta nahi
soch samvaidhanik
dai se bai ko main bant ta nahi
baal baaka kar sake
aisa koi laadla nahi
kyuki kalam ye bol
zyada main bolta nahi
rehmaan rehmat daar
riyaaz beech todta nahi
akela kamra kaatne ab daudta nahi
bann chuka main anjuman main
arjun baan bin kalpana ke chodta nahi
khudse kaise main kahun mujh jaisa koi bejod tha na
ye meri kahaani aur ye hai meri zindgaani
agli baatein maine likhi jo karun nahi
ye aakhri hai din toh freestyle bhar denge
mere yaar inn kaagzon pe akshar kitne dalun bolo
ki mere gharpe ve kahe ki ladka haseen ye lajawaab tha
mere yaar maine padhi nahi kitab
ya khitaab ka mujhe nahi koi bhi gumaan
main bhagwan nahi maanta insaan jaa
padh li hai kitabein anek maine jaana ki main
aur mere jaisa nahi koi
uss para mein likha tha main john eliya
aur mujh jaisa na milega koi ya
iske baad mtv hustle racheta
aur jitne log apne sath thae
jisne bhi diya ye manch mujh ko jaanlo main
rukne ke liye nahi kar raha ye aaj main
jaana chahata fakr se aur bata ke ki
mujh jaisa na milega insaan ek
jitna likhlon panne jitni bharlon tum kitabein
bin likhun jo gaadu woh ban jaye itihaas nek
ae ye jo baatein hain alfaz ki
nach lo ye nachte hai mere nazmi
bars likhta nahi kyunki bars mein maza nahi
emotional lagti hai likhai likhdun mere jaanashi
aur uday ye chaku phir uthana na
dil lagana tu hai g*nius meri jaane ja
aur vish tu he*he*he karke bol
koi jo bole tere samne khada jaan ya
badshah bhai it was such a great pleasure
itna humble insaan shayad hoga hi nahi
woh kehte ki aap hai gaaliyon ke layak
aaj se samne khada dekhu dete kon j
[chorus]
aur awaargi jalaye khoon mein
tehzeeb ko
dhadakte dil ko takleef se milana nahi tha
jitne ke liye ye gaana main g*ya nahi
unko bas ye batna sahi tha

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...