lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kafila – poet shaf

Loading...

[intro]

[chorus]
le ke nikla poora kafila phir
shuru hua aisa silsila phir
puche log aisa kiya kaise
main ruka nahi * jhuka nahi kabhi
le ke nikla poora kafila phir
shuru hua aisa silsila phir
puche log aisa kiya kaise
main ruka nahi * jhuka nahi kabhi

[verse 1]
9 se 5 wala kaam nahi
zindagi mein chahiye thoda bhi araam nahi
kal bhul jao waisa chahiye naam nahi
rasta hain jo pasand toh milega mukaam wahi
ha
chale saath mere kaarwan
duniya puchti kyu rakhta hun faasla
jo lage tumhe kathin sa raasta
uss raaste pe ghar mera aur bana daali daastaan
kise se maine kuch manga na
pehle khud ko pehchana tha
saare apne mujhe rok rahe the
par maine mann mein thaana tha
ki jo karna hain bro
kar ke rahunga woh
teri nazar mein main nalayak
to nalayak hain ye taal bro
[chorus]
le ke nikla poora kafila phir
shuru hua aisa silsila phir
punche log aisa kiya kaise
main ruka nahi * jhuka nahi kabhi
le ke nikla poora kafila phir
shuru hua aisa silsila phir
punche log aisa kiya kaise
main ruka nahi * jhuka nahi kabhi

[verse 2]
gadiyon se pehle, chalna seekha
badle trends log, par main na badlu saleeqa
iss jawaab pe jalti hain sabki
ab puchta main tujhe khush karne ke liye badlu saleeqa
phir khisiyake ye awaaz de
main jo paltu toh dekhe na meri aankh mein
dheeme se bolte sehme alfaaz se
chhod de ye kaam par dogli na meri zaat hain
itna bekaar, dekhu akad ke maut hoti jab pass mein
kala ko roz hum taraashte
bimari bhi rok nahi sakti
poora gaana record kiya maine khaanste khaanste
seene mein aag hain
khud ko jala denge
hum hain deewane aise
sameette hain lafzon ko jaag ke jaag ke
sab hain kehte ki bro
socho woh jo aam ho
main kehta nikal us taraf, woh bhi rasta naapte naapte
[chorus]
le ke nikla poora kafila phir
shuru hua aisa silsila phir
punche log aisa kiya kaise
main ruka nahi * jhuka nahi kabhi
le ke nikla poora kafila phir
shuru hua aisa silsila phir
punche log aisa kiya kaise
main ruka nahi * jhuka nahi kabhi

[outro]

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...