lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu madhosh – prakhyat roy

Loading...

mujhe maloom nahi kya kusoor
kya kusoor
khud pe bhi na koi kaabu
bekaabu

yaadein…..
mujhse yun sahey nahi jaatey
aankhen…..
tujhe bin dekhe kyun rahe bheegi

madhosh main
du ni च ( used च instead of f***)

katal karu main hai ni farak
yun jeene se jo hota galat
dard se seene me
kyon hai ye rakha

itni shanti pratit anhoni ki chetawani
ghatnakram bhram ke bhavar
kare utpann vicharo ke tarang
bhaar vaani tann shabdo
ki gehrayi ko shamaj
nabh tara jag le dubey saara

teri jheel jaisi neeli aankhon se
naamumkin ab bachpana
seedhe sourmandal baad virnan
liye tere tha bahaya jharna
jo ab rann bana tu hai wajah khamakha
hu main jujha maatam
tere aane se na ho jau
kho jaau….
teri yaadon mein yun kho jaaun
beh jaau….

yaadein….
mujhse bayaa karе nahi jaatey
baatein….
bin soche yun bolе sahi rakhe nahi

madhosh main
du ni च
(akshar फ ley)
katal karu main hai ni farak
(wajah saaf ni)
yun jeene se jo hota galat
(maut kalah wajah kya)
dard seene mein kyun maine saaha
(maut kalah wajah bana)

kusur saara mera tha
shayad main na shamaj saka
tujhe chah ke bhi na paau main bhul
kya yahi sirf mera kusur

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...