lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu vachanbadh – prakhyat roy

Loading...

kabhi socha hi na tha
kya main socha hota
kaaash
sota ni tha
rota hi rehta har baar
vifalta mere jasbaato k
kaise me sambhalta nhi
itna dhalta na kabhi
bhul hui ye hai meri
suljha de uljhan abhi

ha sunn
agey ni bolna kuch
bekaam ye prani hai tuchh
gam ko bhi ana tabhi tha
zindgi chalri thi mood me
vetaal manhusiyat ka
jaana ni chahra tha
gam ki pahiliyo ka
ghanatv phele se jyda tha
kya pta me bna vikram
pahiliya suljha rha tha
jyada se jyada
nee g jeevan
dimak ki bhati woh khara
keeda barsati tha
kitnashak la leta
mujhse nahi pucha
maine kya bola
zabaan ladkhada ra
kul mila k haal
badtar bna
khooni khat likh deta
waisa bacha nahi
zammana
dil ka ang chatrigrasth pda
dard kehra uthaa
jaise kuch kehna chahra tha
tanhayi ye beyinteha
lafz nahi khawabo me jiya

mana tujhe apna pal har saga
diya teri yaado ne kyun rulaa
kaise tune soch liya
dunga main bhula un lamho ko yun

bhul huyi ye hai meri
suljhe na uljhan abhi

mann ka sirf ghussa dekha
nahi jana lagaav ka kissa
mana tha zindgi ka hissa
tune jaise chodha sath
maine bhi bhula diya

vachanbadh tha main
apne karmo k liye har par jujha
vachanbadh tha main
apne sapno k liya har pal jeera tha
rooh se mere
har waqt milti hai
baate kal ki yeh
mere mann me
kuch pata nahi chala
kyun dunia nahi jeera main

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...