lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu nauka – pratyaksh bharadwaj

Loading...

chorus (pratyaksh bharadwaj):

dil tune thodha ese chhoda na koi mauka
yeah lehere uthe aur doobe meri nauka
raaste toh padhe na khabar manzilon ka
main rota raha jo tune nahi roka

chhod ke hi jaana kisi aur ke liye
toh jaana meri jaana tu wapas na aana
yeah mera dil ese hua bekaraar jaana
main rota raha jo tune nahi roka

verse (pratyaksh bharadwaj):

ha jaate dekha usse maine mujhse door
jese aayi ho woh zindagi mein karne mujhe choor
mujhe seekh yeah sikhaane ki g*ya tu bete bhool
tujhe pyaar kya milega aukaat na ho fool
(f*ck)

ha vеse toh main kaafi na raha kabhi kisi ke liye par usnе mujhe bola jab
khone se main darti tumhe saari baatein yeah mujhe tab lagne lagi thi sach

par na lage usse do minute mujhe chhod ne mein
jese zindagi ka sabse asaan kaam
tha yeah kya mazaak?
jaan apni ese dene ko taiyaar main
ek khadde se nikaal taaki doosre mein daal
pre*chorus (pratyaksh bharadwaj):

kya yeah plan kiya uske downfall ke liye
jisne rakha tujhe upar apni shaan se priye
chal ab dekhte woh badale kya tere liye
jese badala hu main tere pyaar mein priye

(yeah)

chorus (pratyaksh bharadwaj):

dil tune thodha ese chhoda na koi mauka
yeah lehere uthe aur doobe meri nauka
raaste toh padhe na khabar manzilon ka
main rota raha jo tune nahi roka

chhod ke hi jaana kisi aur ke liye
toh jaana meri jaana tu wapas na aana
yeah mera dil ese hua bekaraar jaana
main rota raha jo tune nahi roka

verse (kartikeya saxena):

k ye kaisa apnapan tu bhulta
mere liye gaali naye shero mai dhundta
haske jo inhe mai aaj dekhu
itna bhi zakhm na diya jo tu kho g*ya
sabko hoti dikkat lekin samjhta na tu
jo tu tarasta tujhse yahi bas aake keh du
dilchaspi nahi aati yahan logo ko kahani ki
unko bas mehsoos karne ki hoti hai aarzu

dil tode mujhe hog*ye baras
lekin zindagi ne thodi kamar
sanata kar shor ka zikhar
lekin shor chahe sanata bheetar

kitno mai bhara pada jigar
pasand rakhne apne dil ke bheetar
maa ne paida kiya tha nidar
lekin dar ki kari fikar

pre*chorus (kartikeya saxena):

tere kaisa apnapan tu bhulti
mere liye itni peedha kaha se dhundti
mujko bhi bata apni kartoot ka pata
itne bhi taane kya diye jo na aa saki

chorus (pratyaksh bharadwaj):

dil tune thodha ese chhoda na koi mauka
yeah lehere uthe aur doobe meri nauka
raaste toh padhe na khabar manzilon ka
main rota raha jo tune nahi roka
chhod ke hi jaana kisi aur ke liye
toh jaana meri jaana tu wapas na aana
yeah mera dil ese hua bekaraar jaana
main rota raha jo tune nahi roka

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...