lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu beghar – r4w4t

Loading...

baat jo karta khud se
kaan laga chal karta tujh se
kandhe bhaari dil pe bojh
kaam ye jaari khud ki khoj
khud ki soch mei duba rehta
mujhse pooch main kyu na kehta
mehfilon mei gum sa rehta
sun kalam kya tumse kehta
sar mei baatein sau hain baaki
aadhi raatein jaage kaati
neechi aankhein taake maati
cheentiyaa ye kaate jaati

main jiya ye mann mara
makaan ye banta makbara
mai jeeta murda adhmara
hai dil safed hai kaali aankhei
shabd zyaada khali baatein
kavve udte hain zameen pe
chunke khaate meri aantein
hoon uthata khud ki laashien

main beghar sa ghumu yahaan…

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...