lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu om namah shivaya – radar

Loading...

[hook]
jata tavi galajala pravaha pavitasthale
galeva lambya lambitam bhujanga tunga malikam
damad damad damad damanina davad damarvyam
chakara chandtandavam tano tu nah shiva shivam

jata kata hasambrahma brahma nilim panir jhari
vilo la vichi valarai virajamana murdhani
dhagad dhagad dhaga jvalalalata patta pavake
kishore chandrashekhare rati pratik shanam mama

dhara dharendra nandini vilasabandhu bandhura
sphura diganta santati pramoda mana manase
krupaka takasha dhorani nirudhadhur dharapadi
kvachidi gambare mano vinodame tu vastumi

[bridge]
om namah shivaya
om namah shivaya
om namah shivaya
om namah shivaya

[verse]
jiske kesh behti ganga, jis ke sar pe chaand hai
tandav kare bhayankar damru ki hi taal pe
jiski aankh band ho, samriddh yeh sansaar hai
jo woh khul jaayegi toh nasht yeh bhramaand hai
parvati ke sang jo kailash par viraaj hai
devo ke dev mahadev hi pukaar hai
mastak pe jwala jaisa inka aisa roop hai
andar se sneha, bholanath ka swaroop

bhakto se hai prem, aur dushmano pe vaar hai
rakshasho ko diya vardhaan poore pyaar se
nasht kara unko honi ko jo lalkaarte
yudh mein tabhi toh mahadev ki jaikaar hai

choor kara ghamand chahe koi bhi ho saamne
santo ne bhi bheja baagh swyam inko maarne
jaal mein phasе the par na hue the woh asafal
vastra bana daalе sirf baagh ki hi khaal se

ravaan bhi bhakt tha, inka aisa maana hai
socha usne ke usse kailaash ab uthaana hai
chal pada tha ravaan, chattan ko uthane
phir shiv stuti sunake bhaaga jaan woh bachake

kaal se kya kaanpenge jo khud hi mahakaal hai
saanp kaise kaatenge gale mein jab woh haar hai
pyaala vish ka tha piya jab devo mein vidambana
keh laaye neelkanth baaki devo ko amrit diya

bhasm hi aabhushan, inka saadhu jaisa roop
chehre pe hai tej, inka dhyaan hai atoot
vaas hai kailash pe par aankhon mein bhramaand hai
haatho mein trishul par yeh dete aashirwaad hai
saamne khada hoon, mere sar pe haath rakh tera
kuch nahi main maangu, ant tak saath de mera
baat hai samay ki, tera bhakt aaj saamne
darshan de de mujhko, jaise ram*hanumaan mile

[hook]
jata tavi galajala pravaha pavitasthale
galeva lambya lambitam bhujanga tunga malikam
damad damad damad damanina davad damarvyam
chakara chandtandavam tano tu nah shiva shivam

jata kata hasambrahma brahma nilim panir jhari
vilo la vichi valarai virajamana murdhani
dhagad dhagad dhaga jvalalalata patta pavake
kishore chandrashekhare rati pratik shanam mama

dhara dharendra nandini vilasabandhu bandhura
sphura diganta santati pramoda mana manase
krupaka takasha dhorani nirudhadhur dharapadi
kvachidi gambare mano vinodame tu vastumi

[bridge]
om namah shivaya
om namah shivaya
om namah shivaya
om namah shivaya

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...