lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu tu na jaane – ramil ganjoo

Loading...

kaash ye raat na kate
kaash mai dhunta rahu
khudko teri aankho main

tham jaaye waqt bhi yaha
tham jaaye ye sama yahi
isi mod par

tu naa jaane
tujhe dekha tha mene
khawbon main kayi dafaa
kya tha wo bhi ek khwaab hi
tha kaagazi
mera dil aur tune likh diya uss par
tera mera ye falsafa

pighal raha hai ye asma
thi pal do pal ki apni daastan
ruk jaate agar tum kabhi
hota apna bhi ek ashiyaan haseen
sochte ab hum yahi
aaye tum kyu jab jaana tha yuhi

tu naa jaane
tujhe dekha tha mene
khawbon main kayi dafaa
kya tha wo bhi ek khwaab hi

tha kaagazi
mera dil aur tune likh diya uss par
tera mera ye falsafa

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...