lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu diss track – rap like yash

Loading...

aaj ki hai baat, main tha padh rha kitaab
laazmi ye baat, mera bola dimaag
ye kitaab hi hai sach, ye kitaab hi hai dost
par khitaab hi hai dosh, pichhe bhag taa insaan

kaam ka na naam, sabhi diss karne baithe
sab khud ke gaal par hi kiss karne baithe
par sick hum hain baithe, tum suno toh gaana
clout ke bhooke aap kis par hain aithe

few real here bhai ayush aur ojas
baaki boht mujhe yahaan lagte hain bogus
diss tracks p*ssed main kahan jaara scene yea
climb krra par hote famous kyu jokers

yeh circus saa lagta log haste hi jaate
clout rassi sa hota log faste hi jaate
40 second sunke boht hard boht hard
flex kare khudpe par ghar mein hilaate

(diss track nahi bro hit track bana
unko kehte kehte ab khud whack bana
sacred ye pen aur kaagaz yeh holy
holybook ab yeh book of rap bana)x2

khuda maaf krna maine kiye kitne paap
sahi kahi baatein wo to saare itefaaq
kalam mera bhaari tab likhta nhi tedha
axis of rap, no cap, kal hai mera

tez raftaar mein baatein kari
par baaton mein matlab to daala nahi
gaaliyan di hain boht hi logo ko
kya matlab, kuch ukhaada kabhi?

shout*out to all jo bhi khada mere saath
sabke haath mein jazabaat; its_freak ya kun@l
hit write karu roz with bism*th bars
metal bat pen aur khud mai blast

phatu itne zor se ki sunn pade kaan
sab ye cocoon mein aur senseless si baat
stories mein threats de pr dhyaan deta kaun?
dete ye gaaliyan, technically maun!

(diss track nahi bro hit track bana
unko kehte kehte ab khud whack bana
sacred ye pen aur kaagaz yeh holy
holybook ab yeh book of rap bana)x2

rhyme mein advice de rha life changing
par rang nahi khoon dikhe, kaise karu painting?
hum likhte hi rehte par dikhte nahi
shakl kyu dikhau when rap is my main thing

hip hop se pyaar chahiye melody kyu?
work on straight facts, chahiye calorie kyu?
ye physics lagta mujhe, i need no physique
i need no boht hards, just faxx and critics

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...