lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shor – rapchari, dibtat

Loading...

macha hua hai shor kafi shor kafi ab
poochte hai mujhe log kafi log kafi ab
naam hai toh badnam hona bhi wajib
udaao afvahein i’m not gonna lie

mujhko toh laga tha log yahan ke nek hai kaafi
meri maa kehti rakh saaf nazariya jeene ka
maine dekha hai rang badalte, duniya ko
toh kyu bann g*ya jo maine badla tareeka maine jeene ka

nazron mein tumhare karta hunga aiyyashi
jo dikhta vaisa sach nahi hota ye jante tum

maine badal k rakh diye khandan k nakshe saare
jo bann g*ya star to chamkunga
ya misal ban aunga kaam tumhare

pesha aisa ki badnam hojao ek pal m tum
paisa itna ki soch na pao akal se tum
main galat nahi bas alag hu tumse
main alag hu tabhi toh nazar mein sabke
gira do daba do pr ye awaaz buland na dafan ho tumse

pehle se zyaada hai naam mera
pehle se zyada hai charcha
waqt pr poora bharosa vo dega mauka mujhe lene ka badla
jo saath mere maa baap
to fir jiyu bekhauf jahan mein
hai maut mujhe manzoor, hu khush ki lada na mana haar main!

shor kafi (×3)
log kafi (×3)
log kafi (×3)
shor kafi (×3)

[ chorus whisper ]
[ chorus ]

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...