lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu buri nazar – rishiking

Loading...

buri nazar wale tera muh kaala
tujhse kabhi kuch nahi hone wala

buri nazar wale tere
muh pe kalik pot du
beech ki ungli pe nachau
or tujhko thok dun
mujhe follow follow karta hai kyu
meri chalti hai jalta hai kyu
kya tri aukaat nahi
tjhe khud pe
hahaha
mera jo ukhad sake
wo himmat tere pass nahi
dekh niche dekh
teri soch giri hai
mai load leta nahi
apni soch badi hai

buri nazar wale tera muh kaala
tujhse kabhi kuch nahi hone wala

kuch jadu hai in aankho me
kuch aastin ke sapon me
jal jal ke tu kaala padh g*ya
mantra padha kya raaton me
teri nazro ka kamaal hai
dekh zara dekh kya haal hai
neebu mirchi kaala teeka jhadu
teri buri nazro ka dhaal hai
buri nazar wale tera muh kaala
tujhse kabhi kuch nahi hone wala

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...