lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu fallen angel – risshy

Loading...

sadiyon saal se pehle ki kahani
na koi manav hai na koi aan pani
meri galti ke baad ayi hai manav jati
phir galti kari maine adam eve ko badkai
maine kiya jung maine haar mani
bagawat unse se ki mujhe sharam hai ayi
khilaf khudke maine likhi hai apni tabahi
bhog lunga dand main lunga sab azmayi
uss malik ne mujhe phir hai ked kiya
circle of h*ll maine tha sadiya kata
sari manav jati ki wajah se phir
uss mailk se main mil paya
kafi naraz aur kafi gussa the
jayez bhi hai kitni ki galtiyan
krodh hoke zameen pe fekha
haal dekho zameen ka kaha
main hairan tha sab kuch dekhke
pruthvi pe sab kuch tehses nehes tha
ye kaisa paap ghangor hua mujhse
kya chera dikhav khud se kaha
phir khayal mujhe aya
inki wajah se malik se main mil paya
unse hi kuch rasta mangta hu
sayad phir dede mujhe ek aur moka
maafi toh mangi per maafi mili nhi
maafi se maafinama na kam hui thi
per kush the apni galtiyon jo maine mani
kahe ek jaruri kam hai jo tumko sompni
na kar saku nast na tumhe mar saku
deta hu throne uska kabil hai tu
swarg nhi tu ban h*ll ka king
paapi rooh ko saza dede tu
tatha ashtu

main phir intezaar main tha
h*ll main kayi tarah ka rooh ked tha
rooh kabhi na badla na dekha na samjha
ye manav ke khud ka soch ka hi tha natija
janam leli thi tumhari nayi sabyata
soche rooh bechke naik kaam hai kiya
khuda ke sharaon main na koi len den
aise rooh ko maine h*ll main ked kiya
kash kabhi isko badal main sakta
per jaise ki possibilities kuch nahi hai
isiliye khuda ne mujhko hai chuna
per karo jaise paap milegi tumko vaisi hi saza
ye toh adhesh hai param khuda ka
mera kartvya hai ab palan karne ka
ab na kabhi malik ko naraz karu
kayi dashko ke baad hu sambhala
prakriti khuda ke pass hai char level
sare jivon ka na koi pher badal
sadiya guzari bhramand ka hai niyam
kehlo mujhe tum chahe fallen angel
ha main fallen angel
ha main fallen angel
ha main fallen angel
ha main fallen angel

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...