lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu lucifer – risshy

Loading...

lashe bhikri ,main maun magan hu
khamosh hu ,kitni lashon dafan karu
rooh meri, j*smon ko na main padu
ked karu, phir lashon ko dafan karu
iss nark ki dard ko bhi lene wala main
aur dard ki nark ka bhi rasta bana main
itne dard hi dard bedard bana main
kahani kitni batar hai soch se pare…

god powers
phir bhi h*ll ka king
kitna g*ya hu sins
main hu h*ll ka king
khoon main doobe hai mere
rings and wings
infinity galaxy garah d
ko kara du sins
savera ujla kinara
hai sunhera sa hai nazara
hai sham bhi toh guzra
hai khuda ka hai shukrana
ye roshni rahe mujhme sada
deep knowledge jo mujhe mila
deepest darkest desire bata
ye swarg hi hai khuda mera
perfect angel hai perfect creation
khuda ka mujhpe unique relation
pure and perfect hai time dеlusion
ha main hi hu illumination
ha main hi hu illumination
ha main hi hu illumination

beyond the infinity
beyond thе loop
beyond the trinity
beyond the hoop
likhi lakire toh khuda jane
niyam bhramand ka khuda sile
karam khuda ka khuda ka karam
ye roshni main bas khuda mile
i’m a shining one
i’m a morning star
noctifer
i’m a lucifer
i’m a lucifer
king of heaven
i’m a lucifer
sare bramhand ek hi shaqs
ek hi raks
blueprint na koi naks
angels bhi hai iss roshni main
safed chadar ki roshni main
throne mera hai iss gagan main
sangeet ke dhun main hu magan main
ye khuda ka hi hai faisla
ye khuda ka kaisa hadsa
ye khuda ka kaisa nazaraiya
ye kaisa khuda hai zalzala
qayamat mujhpe kaisa ghira
khuda ka ye hai kaisa faisla
khuda ka ye hai kaisa faisla
khuda ka ye hai kaisa faisla
main khuda hu iss sansar ka
main khuda bhi saitan
main khuda hi hu ban gya
main khuda hu iss anath ka

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...