lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu pathjad – risshy

Loading...

baaharon ke mausam hai khile hue
bagiche ke phool hai bikhre hue
intezaar hi intezaar bas karte rehte
baahar hi baahar hai unke aane se
baaharon ke mausam hai khile hue
bagiche ke phool hai bikhre hue
intezaar hi intezaar bas karte rehte
baahar hi baahar hai unke aane se

wo ayi phir se iss baar todne dil
agaaz hai pathjad ke mausam gye mil
behte hai kinare pe intezaar har saal
adhuri kahani haar baar har saal
kabhi na kabhi toh hogi thodi guftoogoo
naye patte rang hai umid main hoon
ha mana ki samne na kuch keh pau
ye kalam kagaz se hi rasta banau
wo sawal puche, phir chup hoti
wo aankhe pad ke, ha chali jati
ha deke mujhe ,dard aisa
intezaar mein wo chod jati
saal main baahar aye gungunaye
shaq ke paaton se ghar banaye
ayi khushboo wo mehkane ayi
ha koyal unke liye geet layi
baaharon ke mausam hai khile hue
bagiche ke phool hai bikhre hue
intezaar hi intezaar bas karte rehte
baahar hi baahar hai unke aane se
baaharon ke mausam hai khile hue
bagiche ke phool hai bikhre hue
intezaar hi intezaar bas karte rehte
baahar hi baahar hai unke aane se

maujud hai meri zindigi ka hissa
dard hai ye kahani ka hai kissa
kuch faisle unke hai apne darmiyan
manzar unke aankon main jo dikha
9 saal ka rasta hai fasle hai bade
khamoshi main guzre hai kaise chere
pathjad mausam intezaar bas hota
panch hai mausam ye dard bada hota
na kehna chahu , na rehna pau
sambhal dil ko , kitna sambhalu
tuti hai wo , tute hai hum bhi
udasi uski , padte hai hum
wo baahar gulistan ka bahaar hai
ye shayri unke liye nisaar hai
wo kabhi na kabhi toh padegi meri shayari
hoga intezaar basant ki aane ki
you might also like

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...