lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu 21 – roshan tanha

Loading...

tanha verse:

21 january padaish hui meri
jawani se pehle
khoob azmaish hui meri
apno ne ek ek kr k tori
khwahish kabhi jo bhi thi meri

taha, marwat khare sath
baaki chor g*ye sabhi
jhoote ka mun kaala
yaad ati roz teri
log nhi jante kahani meri
ao aj sunata jo kabhi tumne suna nhi
bachpan se dekha
aslah, nasha or laraiyan
school to jata tha
pari kari parhai na
sherr likhta tha akhri safey par
hamne to bachpan se hi parha jaun elia

imcb k bahir krte rolley
ikhatey hokey, londay sare thokein
sidhe fire khulte, ham ni rukte
mere bois kehte tanha chor
rakh inko apne lun pe
tum jese yahan aye boht
tum jeso ko ham nhi f*ck dete

hamne dekhe
apne paraye hote
dhokey dete
kal ko jo hamse loyal the
par kya karun
thora royal hun mein
jab bhi chaalein chalein yeh
inko na laam dun mein

kaat dun mein
jo bhi bhonke meri peet peche
maine dekha mere baap ko akele rotey
dekha mere baap ko maut k mun mein
maa ne sambhala tha
is baat ka gawah hun mein
khafa hun mein
khud apne aap se
wo kehte tanha khush reh
par mein tang apne aap se
mein tang apne haal se
mein tang apne haal se

akele bethe bethe
atey laakh khayal hain
zehen mein bhare pare
laakh sawal yeh
kitna hi karlun
porey hote na khawab hain
kitna hi dhundun
par milte na jawab hain

ali verse:

hustle pe chalte hain
larkay hum gande hain
paisay nahi hote
backup pe chalte
bante nahi goat
papi purane hain
girtay hain bohat
road napi nahi jani
parhai se seekha nahi
experience se seekha jo
suhbat main bethe toh
suhbat se seekhe jo
izzat tum dog*y izzat miegi
uthaog*y tum lun izzat banegi

log pooochte hain mujhse likhna hai seekha kiya
jo lafz tunay likhe whiskey purani hai
marna nahi chahta
par maut toh ani hai
dar kiya cheez
dekhe lashon ke dher
log thay aesay
jo mu pe thay sher
likhne jab bethe toh
banraha na sher
halwa nahi hai tu khata hi ja raha
log bas naye hain game purana hai
wanna be rappers na talent ye laye hain

tanha we did it salon ki mehnat
see how we bring it
par masla yehi hai ke
khudke liye kartay hain
fame nhi chahye

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...