lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu akela main yahan – rv vegeta

Loading...

[intro]
i’m vegeta, akela main yahan

[refrain]
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan hahahaha

[verse 1]
akela main yahan soch raha mainn jaun kahaa
seene main jo chuppe sala dard wo dafnaun kahan
behre hain log apne geet abb sunaun kahan
bahut padhli zindagi ab jeene isse jaun kahan

jahan milla mujhe mera khwab mujhse chin liyaa
jaruurat se jyda apni patang ko main dheel diya
kashmir manga mera aur badle main main kheer diya
samaj nahi aara kyun nahi tabhi in sabko cheer diya

galti jo ki tab kya abhi yehh main sudharlunn
karke kalat gaddaro ka main narrk sidhar
lun kya kar jaun kuch aisas unki mitt jaye pehechan aur
sh*tan bhi dekhke bole mujhse bada hai shaitaan tu

[chorus]
dard hai ceene main jiss dard ka ilaaz nahi
apne bhi alag ab koi bhi mere sath nahi
bataunga kitnne brutus mille iss julious ko
tum bhi bologey bhai tumko bando ki pehchaan nahi
[post*chorus]
akela main yahan bеta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan bеta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa

[verse 2]
dekh main akela par squad mera 40 hazar
kimti hai lines yeh burbury na ki meena bazaar
fake reaction king nahi janta mere baree
jo bumra ko baby bowler bolee tu woh hai abdul razaak

mazaak na kar mujhe why so serious wala banda hun main
squad ke sar ka taj tere galee ka fanda hun main
views tu naapee mujhe sunbe chaman chutiye tu hai nahi competition
aag league wala banda hun main

tum mere dost toh sweet swami type ka banda hun main
bandar jo uchle toh madari type ka banda hun main
jo kiya cross toh harami type ka banda hun main
apex predator betee shikari type ka banda hun main

banda main akela koi sath nahi chaiyen
arthi uthane wale 4 nahi chaiyen
jo niklun akela main toh gali main chakka jaam hoga
samar ko sahil ka bhi abb hath nahi chaiyenn
[chorus]
dard hai seene main jiss dard ka ilaz nahi
apne bhi alag abb koi bhii mere sath nahi
bataunga kittne brutes mille is julios ko
tum bhi bologey bhai tumko bando ki pehchan nahi

[post*chorus]
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan beta jeena abb toh seekh g*yaa
akela main yahan jeena seekh g*yaa

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...