lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu banger baat-cheet – ryan wesley

Loading...

waqt ne gaand todi
dhyaan lagake iss dimaag
ko bhi bohot hi zaruri
maine baat boli
tera samay bacha bohot kam
dikhe ek hi option
maut tak you’re not done
daud bas
aapse baad me chaa ke
mil lunga aake fir shabaash
bol dena
i don’t crave the praise
but wait for the day
jab rave lagega
show mera

tabhi mai
lagu tumhe paagal jo
baju mai gaano pe
dikhu tumhe aaj par
laga hu saalo se
aaj nahi toh kal nahi toh
kabhi toh maanoge
baato ko saari tumhari
rakhu mai jhaato pe
kaano se dur jabatak
woh nafrat ki zabaan se
matlab sirf kaam se
aapse nahi jaanne raaste
uss jagah ke khud jaha pe
kadam hi nahi pade
kabhi aapke
aur mujhe hai bharosa
ki mai khoya nahi
thoda sa khoya tha
ho g*ya sahi jo mai
roya nahi roya jaise hi
dost dikhe bole role bey
par do leke pass toh
karde bhosadi ke
mai has diya kash liya
pass kiya phir baha di
asthiya panne pe
dard ke shav jo sadre the
khopdi me

bajre the ladke jo kabse ghar pe
sort hore sabke sapne
kyuki hum bas waqt se darte
baaki sabse lag jhagadke
jo dil se karna karte
ganda bajte, panna bharte
bande rehte khade chaubees
ghante call bas ek do baje
honge saamne agar
khatam bhi hua behenchodh
anda ghar pe
mana thodi life lage hard
par ho bhai khade saath
jo ho jaaye bhale aaj
thoda time hai kharaab
toh kya try bhi na karu
mai gaaye bina maru
mai side hero banu
par fight se na daru
mai faayeda na ginu
hilaaye bina hilu na
gaayaki jo karu baju
sab ko leke kal ko mere
lage lund kam se kam
sabke sang bajte waqt
hass toh denge

aur mujhe nahi jaanna
kitni mehnat hai kaafi
bhaagi aati saari shabaashi
behenchodh maine nahi maangi
maze kare maine baaki
saari mehnat thi maa ki
par kabhi kabhi agar
padi zara si bhi zarurat
toh paaoge chavi mere
baap ki jo dekhna na
chaahoge kabhi bhi na ji
thoda aalsi thoda laalchi
thoda aadmi ganda jaanti
janta banda gandu
baat nahi karta faltu
maine bin bole dil tode
guilt hota soche thode
kaam jo kare the nashe me
kuch gaand phaad
tabhi toh sade ye bade the
iss raaste se hua pyaar
beshumaar par hum
chaar yaar bas chale the maze me

zara si zindagi me jiya
iss tareeke maine khauf
dekhe sau
dard se jo hata dhyaan toh
aane laga maza mujhe
daudne me bohot
plan was a simple rap track
galti se karwa di beat ke
liye candle march hi
couldn’t stick to that plan
but it’s a fact mujhe tha
sunana dard najaane kab
bani banger baat*cheet!

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...