lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu humsafar (cover) – sanat sawant

Loading...

sun zaalima mere
saanu koi darr na
ki samjhega zamana
oh tu vi si kamli
main vi sa kamla
ishqe da rog sayana
ishqe da rog sayana

sunn mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
sunn mere hamsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
ki teri saanse chalti jidhar
rahunga bas wahi umr bhar
rahunga bas wahi umr bhar haye

jitni haseen ye mulakate hai
unse bhi payaari teri baate hai
baaton mein teri jo kho jate hai
aaun na hosh mein main kabhi
baaho mein hai teri zindagi haye

sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar

zaalima tere ishq ch main
ho g*yi aan kamli haye

main to yu khada kis
soch mein pada tha
kaise jee raha tha main diwana
chupke se aake tune
dil mein sama ke tune
chhed diya kaisa yе fasana

oh muskurana bhi tujhi se sikha hai
dil lagane ka tu hi tareeka hai
aitbaar bhi tujhi se hota hai
aaun na hosh mеin main kabhi
bahon mein hai teri zindagi haye
hai nahi tha pata
ke tujhe maan lunga khuda
ki teri galliyo mein iss kadar
aaunga har pehar

sun mere hamsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
ki teri saanse chalti jidhar
rahunga bas wahi umr bhar
rahunga bas wahi umr bhar haye

zaalima tere ishq ch main

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...