lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu tofa – seedhe maut

Loading...

[intro]
hurricane

[verse 1: encore abj]
takatvar bole par taakat hai ni
dil ke toote jazbaaton se zaban maili
hora hun apni parchhai ka kaidi main (kaidi main)
hun apne anjaam pe sahi mein (sahi mein)
tabhi main pehle jahan dekhta tha friends aur family
ab bas dikhta hai paisa aur eershya, envy
kya hai meri pehchaan?
“ready made”
hai wo yamraaj ki pehli bhent
aur main sweekarun khushi se
yahan khud ki khushi kar g*yi khudkushi kab ki
main khush hun khuda ki aur teri khushi mein
hum cheezein dabake is seene mein
maze le zindagi jeene mein (haan, haan!)
use bachao
dekhu jahan dikhe bas saanp with their fun out
kuch waqt se hora tha andar se toxic
kho dun main khud ko
it’s time, get the gand out
mere aas*paas hai jitni bhi bikhri hui jaanеin
karta hun sabke liye jitna bhi kar paun
aur ek bacchе se poocha ki kya tere dil mein
wo bola dilli ko “dil walo ki ban jao”
[chorus: encore abj]
zindagi kya hai tofa
zindagi ya hai dhoka
jaise tu dekhe
zindagi kya hai dhoka
zindagi ya hai tofa
jaise tu soch (jaise tu soch)
zindagi kya hai tofa
zindagi ya hai dhoka
jaise tu dekhe
zindagi kya hai dhoka
zindagi ya hai tofa
jaise tu soch (jaise tu soch)

[verse 2: calm]
is tofe ko le liya for granted
ab aadat ni sun’ne ki “saath baith”
bas aadat hai bolne ki, “my bad!”
aur in laundo ko chahiye what calm has
bhai nahi hai perfect
i might’ve deserved it
ab karun bas nashe
utara naqaab and i’m feeling the worst
utaari ye daaru fir utaara verse
i followed my dream it’s a blessing and curse
i can’t take it easy i got it
zindagi tofa jab yaar*dost hai saath mein
jale j wagon r ude hawa mein
zindagi tofa jab
[bridge: calm, encore abj & both]
auron ki kahi*suni kabhi suni hi na
auron ki chali hui rahein chuni na
chuna hai tujhe ‘gar tu mujhe bhi keh de
ki parwah hai tujhe meri to
main sehke is kandhe pe bhar kahunga, “f*ck it! i’ll make it”

[chorus: calm, encore abj & both]
zindagi kya hai tofa
zindagi ya hai dhoka
jaise tu dekhe (jaise tu dekhe, jaise tu dekhe)
zindagi kya hai dhoka
zindagi ya hai tofa
jaise tu soch (jaise tu soch)
zindagi kya hai tofa
zindagi ya hai dhoka
jaise tu dekhe
zindagi kya hai dhoka
zindagi ya hai tofa
jaise tu soch (jaise tu soch)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...