lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shani – meri baari (official music video) | z a r k music – shani

Loading...

( 1st verse )

janni ye pehla gaana kar raha hun solo main
aane wale dino main hon gy mere holograms
abhi tum dakho sirf bare bare rapporon ko
aane wale dino main you ll follow me on instagram

s se senorita i mere khawab main
wo boli k aj chalo gy mere sath main
main bola nai kun k is kam main dhoky hn
hota main harami to na chor ta aase moky main

aaya carona apne dar se sab ko bha g*ya
ki thi parai lakin ye peparon ko kha g*ya
ab hai quarantaine
sochun main raaton ko
bhr carona shani dhole apne haton ko

( shair )

( aare carona dakh tu kiya kamal kar g*ya
aaya to sahi par puri duniyan ko halal kar g*ya )

(2nd verse )

pehly gaane main mainne halka phulkha rap kiya tha
us se agly main ne thora sa zigzag kiya tha
ab ye hai solo to
soch raha hun aasa kuch
k apni language ko main ne arabic main translate kiya tha

( arabic line )

( yallah habibi ana taibat , roh jeeballi moya
lao in dak phone , aateni abgha kalim aabuya )

janni yе boli tumhari samajh se bhr hai
main pani pee k aaya mera karna intazar ae

( 3rd vеrse )

r a f t a a r mujhe public bhi bole kahan teri raftaar
taz wala rap karna nhi chata lakin chair di hai tum ne mere dil main phasi tar

rap scene garam
main ne dakhta koi dharam
mere aage na tike kisi bhi bandy ka bharam
kam chate ho tum bhari
to phir jaib rakho garam
gali dena mat
warna para ho jaye ga garam

aane wale dino main you ll call me pak ka raftaar bcz
mujh pe us rab ka hai karam…

( 4th verse )
mera or meri team ka kam phir shan hoga
rappers flow ka naam duniya main phir aam hoga
rappers flow ka naam abhi nahi hai to kiya hua
aane wale dino main top 10 list main aam hoga

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...