lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sajan bin – shankar-ehsaan-loy

Loading...

tu sabr ka samman
main viral hui jubaan
phir bhi hum dono phas g*ye yahan

tu sabr ka samman
main viral hui jubaan
phir bhi hum dono phas g*ye yahan

yeh meme se hoti baatein
yeh video calling raatein
humko dekho ho g*ya yeh kya

sab achha lag raha hai
ye bacha lag raha hai
hum toh kab tak jeeaenge ye jahan

selfies mein lagte pyaare
par khud ko khud se haare
kyun apni life se khele
jaise koyi jaanu shona

sajan bin aaye na mohe nindiyan
rain bhar ae re jaage ratiya
kahe tu mohe sajan piya re
dikhe yeh nazare maane na apne ankhiyan
sajan bin aaye na mohе nindiyan
tu raag sa mahaan
main beat si jawan
phir bhi hum dono phas g*ye yahan

tu raag sa mahaan
main beat si jawan
phir bhi hum dono phas g*yе yahan

ek duje ki bajaana
ek duje ko hasaana
aisa humne kar diya hai kya

kya khana tumne khaya
subah uth ke nahaya
yeh sab koyi puchhta hai kya

mere sapne naa tumhaare
khud ke hi hai itne saare
status yeh kaise keh de
bas confusion hi hai yahan

sajan bin aaye na mohe nindiyan
rain bhar aaye re jaage ratiyan
kaahen to mohe sajan piya re dikhe yeh nazaare
maane na apne ankhiyan
sajan bin aaye na mohe nindiyan

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...