lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jo tumko jhooth lage – shaurya mehta

Loading...

ankhon mein meri
ikk daffa dekh le
bass tere siwaa
kuch aur na dikhega

tujhpe hi ye dil aake
ruk sa g*ya
waqt kyun mera
aise tham sa g*ya

tujhpe hi ye dil aake
ruk sa g*ya
waqt kyun mera
aise tham sa g*ya

jo kuch bhi jhooth lage
to chod dena
jo kuch bhi jhooth lage
to chod dena

tu chod dena
tu chod dena

mohabbat hogi na dobara
ye to tujh tak hai bas yaara
ke tu hi rab mera hai yaara
ke tu hi sab mera hai yaara
kahan laake choda
mere halaton ne
itna kho g*ya kyun
main in jazbaaton me

kahan laake choda
mere halaton ne
itna kho g*ya kyun
main in jazbaaton me

na tera hua main
na kisi ka raha main
mila re mujhko
ye kaisa sila re

na jane hui kya hai
mujhse khata
kyun rutha hai
mujhse hi mera khuda

jo kuch bhi jhooth lage
to chod dena
jo kuch bhi jhooth lage
to chod dena

mohabbat hogi na dobara
ye to tujh tak hai bas yaara
ke tu hi rab mera hai yaara
ke tu hi sab mera hai yaara

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...