lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu catboy bhagat singh – shehzor

Loading...

bhagat singh ne di awaaz
kaiku sora be jhaat ke baal
kya khush hora jaake inquilab ka
bol kya tobh hora
slow motion
slow motion mei
har riwaaj ki promotion hai
aisi basti mei azadi ke kon ho sakte
bolo sabse pehle yeich

hum joint maarke
tight baandke billi ke kaan
hila ke rakhdiye har basti aur dhande
purane zamane ka har ek nishaan
woh jaisa jamane ki aadat thi sabku
dasi aur devi
mard aurat beechke
g*ye so daur ku kheechke
iflaasi yeh phaili
ghar aur bageeche mei
khoon sabka peejainge

har kism ke baato ki maut aag*yi
jab billi ke kaano fauj aag*yi

har naujawan banke boomer
sambhalke rehna be suwar
inquilab jo zindabad bole
inquilab ki zinda laash ku
leke g*ye phir gande talaab ku
sukne se pehle isku
ghutne pe laaye
murde jazbaato ki
boo mei dubaye
chhodde ye haalat mei
boomer banjainge
umar ki baat ich nai
duniya ki sadan
hum sab ke hai andar
fashiwaad ka pehle sawaal tha
bachana gharbaar mard aurat aur khaandaan
banana tumhareku salahiyat ka samaaj
samaj se door tumhari assal inquilab
ho jao har zarre ku todne tayyar
nai toh banke rehjate purana hatyaar
todne baithe inke aalas ku
solek baithe poore jaanwar thoo
pankhe ke nicche lete bharke sukoon mei
pankha kari off
alarm jaisa duff
neend se uthare jab sukoon mei thi qaum
bhagat singh aayi banke tumari mom

lofi kranti jo khayi maathi
maut aayi samaaj mei
har saans mei rakhe inho maut ku sambhaal ke

shamshaan banaye jo budh vihaar ka
mazaakh banaye inla inquilab ka
mazaa nai liye har zinda sans ka toh
konse haqq se bole zindabad yeh murda zaat
kaiku zabardasti zindabad
catboy bhagat singh ke inquilab ku?
hum joint maarke tight baandke billi ke kaan
hilake rakhdiye har basti aur dhande purane zamane ka har ek nishaan

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...