lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu rok lo – shen b

Loading...

[intro]
shen b
amma ney sahi baat kahi thi
khamosh mizaaj tumhe jeene nahi degi
iss daur mein jeena hai toh kohra macha do kohra macha do
ye

[verse 1]
karo qaid par hum karenge gulaami na
dekha hoga tune humsa haraami na
khudi hain girein khudko khudi uthaya
kabhi kisi ke baap ke aage dete salaami na
ki hai poori mehnat phir keh mat
koi humse na sehmat zehmat
uthaayi jani subah shaam tabhi leke mera naam
aani lagi yahan dehshat rehkar
kalle kalle poora scene ye sambhala
tabhi hateron ke gale nahi utare niwala
pichhe padhne walon ka dekho
nikla diwala
saanp paale bahot kabhi wehem nahi pala
bow down aa g*ye hai
raja ji yahan toh dedo crown
baatein meri chalne lagi around town
saare muh pe taale jaani jahan bhi main jaaun
mujhe aati no sound aaye
[pre*chorus]
aake ghar mere jitna tok lo
arrey kutton khulke bhaunk lo
karna hai jo woh karke rahenge
tum rok sako toh rok lo
aake ghar mere jitna tok lo
arrey kutton khulke bhaunk lo
karna hai jo woh karke rahenge
tum rok sako toh rok lo

[chorus]
aah aah
rok lo
rok
rok sako toh rok lo
aah ahh
rok lo aah
rok sako toh rok lo

[verse 2]
bin baadal hoti barsaat nahi
chheenu haq leta khairaat nahi
khudi ko karke buland bhaga khudse jo
amma boli beta koi baat nahi
tu khoon hai mera uss khoon mein hai haar nahi
tu ek akela aagey tikega hazaar nahi
tera beta na jhuka tha na jhukega kyunki
chaati hai dhool par chaati kisi ki laat nahi
ghoda bhaaga ye na chal kabhi dhai kadam
raaton ko soye woh jab humne ghisaayi kalam
baaton se tode dil par unko na aayi sharam
hassi ke parde ke pichhe di dikhayi jalan
kardo mujhe fanah warna roko nahi
chhode na mujhe jahaan toh seekha logon se hi
khudgarzi karke aake badhna mann ki karna
sote beta raaton mein nahi
wo
mujhko na tu aake ab bata ki kaise zindagi chalaani
wo
daude jo ye khoon in ragon mein bole meri hi kahani
wo
jo gale lagaate waqt woh bhi tha na puchhte thae paani
wo
dete ab salaami jaise unke ghar ki rozi mujhse yaani
[pre*chorus]
aake ghar mere jitna tok lo
arrey kutton khulke bhaunk lo
karna hai jo woh karke rahenge tum
ha ha ha
woah

[chorus]
rok lo rok lo rok lo arey
rok lo rok lo rok sako toh rok lo
rok lo rok lo rok lo arey
rok lo rok lo rok sako toh rok lo
ay

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...