lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu himaayat – shivam sonni

Loading...

socho utho tum subah aur sab viraan ho
jaaga andhera ho aur subah pareshan ho
kaise sawaal ho jawaab lakho parde honge
bhes masumiyat ka hath khooni range hongey
kaafi dange honge khulla aasmaan hai parinde bhare pardey honge
khuda pareshan hai bad dua karne waale zyada dua bhi naraz hai
kaunsa vishvaash hai jo tootta hai kabhi nahi

mujhe bhi woh chahiye apno se cheen nahi
tord de tu dil se par haunslo ko tord nahi
kaafi dekhe tere sang tootte huye sapne
apno ki khoj mein hum kho baithe apne
rang dhaley shaam dhaley bas mein na apne
tarazu leke aa tujhe tol du mai shabd yeh
tum kahan hum kahan likhne baithe nagmе
woh sunti mere sher mujhе deti jaise sadme
kitaabe kya padhu insaan kaafi padh chuka
mere haqeekaton pe kafi panne bhar chuka
kehne ko boht kuch aur kehne ko bhi kuch nahi
unhe lage mohabbat wafa par kayam nahi
kaisi mohabat wafa par hai jo kayam nahi
nashe mein dhutt mere aas paas ke yaar sabhi
mai sobber fir bhi inse aasmaan mein high kaafi
nafa kamaya maine wafa mili hi nahi
khafa hua woh mujhse vajah pata hi nahi
tabah huye jo kuch ab tak basey hi nhi
vaise btana zara hum kab tere huye nahi
logon ko suna mera bura ab tum bolte ho
unhi logon ke muh se tera bura suna nahi
yehi hai farak hum mein yehi farak laya tha
hog*ya khafa unsey jisne bhi manaya tha
unka bhi saga hua jinka mai paraya tha

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...