lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu abhi abhi – shreya ghoshal

Loading...

[verse 1: kk]
abhi*abhi toh mile ho
abhi naa karo chhootne ki baat
abhi*abhi toh pasand aaye ho
abhi*abhi roothne ki baat

abhi*abhi to roshni aayi
abhi naa karo muh chhupane ki baat
abhi*abhi zindagi shuru hai
abhi*abhi tham jane ki baat

[chorus: shreya ghoshal & kk]
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare

[instrumental*break]

[bridge: shreya ghosall]
teri baazuon mein meri chahatein samaaye
teri dhadkano ko meri fhadkanein sunaaye
teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
kya sukoon, kya junoon, humnawa
[verse: 2: kk, shreya ghoshal & kk]
abhi*abhi dil ki suni hai
abhi na karo zamaane ki baat
abhi*abhi baatein ruki hain
abhi*abhi dohraane ki baat

abhi*abhi aawaaragi aayi
abhi na karo sambhalne ki baat
abhi*abhi zindagi shuru hai
abhi*abhi tham jane ki baat

wo subah to bewajah ho
ke guzre bin tumhare jiski raat
wo subah to bewajah ho
ke guzre bin tumhare jiski raat

[bridge: shreya ghosall]
teri baazuon mein meri chahatein samaaye
teri dhadkano ko meri fhadkanein sunaaye
teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
kya sukoon, kya junoon, humnawa

[chorus: shreya ghoshal & kk]
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare
[outro: shreya ghoshal]
neend tihaare
maahiya re

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...