lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu aasan tha – shubham sarkar

Loading...

saanjh ke jahrokho mein
kyun tera hua na
raat ke khalishon mein
kyun gum ho jaana

karvate ab badal g*yi
dar badar si kar g*yi
nindon ka meri
kyun gum ho jaana

aasan tha tera mujhe bhulana
ehsaan tha tera muskurana
yaad kar woh beete pal jo
sath humne guzare

wo akadna wo jhagadna
khoobsurat nazarae
kuch dino ka tha tera mera afsana
aasan tha tera mujhe bhulana

yaadein teri mujhse judi
kyun tu na samjhe aye ajnabi
kya main kahun kaise kahun
tham si g*yi hai tujh bin duniya meri

yaad kar wo beetein kal jo
sath humne guzare
wo akadna vo jhagadna
khoobsurat nazaare

tere saanso mein bass mera haq hai
iss baat pe kyun tujhko shaq hai
ek pal bhi main ab jee nahi sakta
tujhe paane ka sirf mera haq hai

jaan kar bhi kyun na jaane
tu baatein meri naa maane
jeena mera marna mera
bas tere hi hawale

aasan tha
ehsaan tha tera muskurana

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...