lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu barbaad – shy wry

Loading...

socha tha yahi akhiri hoga
akhir me sab barbaad hua
aadat ho chuki
mujhe in sab ki
jeena ka khayaal
mushkil ban raha

sach to ye hai maine he itna
dil me tujhe aane tha diya
rakhna chahiye
mujhe tha pardaa
khudko maine kyu
yun he giraaya

jab hai na tu
rehna kyu
mai jo hu
badla hu

tujhe ye jaankar pta nahi
nafrat hogi ya dard
kitni dafa koshish hai ki
me bhula na paaya magar

itna he tha aasaan kya
mujhko bhulana, hmm?
tu mujhe bhi ye sikhaa de sab
tujhe to aadat hogi ab
ek par jitna
bhaar utha nahi me sakta
dor se latku ya
baadal ho ghar mera
mayine me rakhta kahan
pyaar karne pe kam
bharosa karne pe hai zyada
pachtaawa
chale jaane me to tu
maahir kaafi zyada

jab hai na tu
rehna kyu
mai jo hu
badla hu

hai na tu
rehna kyu
mai jo hu
badla hu

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...