lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu agar tum – siedd

Loading...

har pal aur har lamha
dil sukoon ki talaash mein hai
salha saal ghaflat mein

dil huwa daur tere se

ab rab teri marzi meri zindagi
tu hi sunta hai sabki phir sunlay meri
agar tum mere sath nahi to kon hai?
agar tum sath nahi to kon hai?

har saans aur har lamha
tu hi sukoon is dil ka
har pal bas tujhse dua
sirf tu hai jo samajh sakta
sab ka tu hai rehnuma
le chal tu chahe jahan
ek do pal ka ye safar
har rang mein tu aaye nazar

ab rab teri marzi meri zindagi
tu hi sunta hai sabki phir sunlay meri
agar tum mere sath nahi to kon hai?
agar tum sath nahi to kon hai?

allah…
allah…

agar tum mere sath nahi to kon hai?
agar tum sath nahi to kon hai?

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...