lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sangeet – spitfire a.k.a nitin mishra

Loading...

teri zinda hasi ko salaam hai
tadapte jo dil ko aaram hai
haathon mein saanson ka jaam le
dua karun aaye tu thaamne

tu hi zindagi hai tu hi khatma
sharir bhi hai tu hai aatma
sach kahu to bhasha tu pyaar ki
tere bin ye kaise ho baat haan

parat hai tu pedo pe os ki
tu seema anant hai soch ki
muskaan kisi naye janam ki
khalish bhi hai baraste shok ki

ye sach ke main chehra anjaan hun
par jaante sab hai jo sath tu
main maat hun khud ki tu jeet hai
tu gyaan, kitabon ki seekh hai

sab thik hai lage hoke tujh mein
har nas mein tu khoon sa mujh mein
bas dua tu har dam azaad ho
meri jalti chita pe aabaad ho

ye kaun? jo sab kuch is kadar ?
thehar ke jo ghumta darbadar
har kahin har dam ye shareek hai
koi aur na bas ye sangeet hai
teri zinda hasi ko salaam hai
salaam hai, salaam hai, salaam hai
tadapte jo dil ko aaram hai, aaram hai
salaam hai
tadapte jo dil ko aaram hai
aaram hai, aaram hai

jeene mein kya kashmakash hai
jeewan to bas silsila hai
sangeet hi ye bimari
sangeet hi ye dava hai
yunhi haan khud mein hi kho ke
khud ko hi milne chala main
sangeet hi ye bimari
sangeet hi ye dava hai

zinda hasi ko salaam hai
salaam hai, salaam hai, salaam
hai tadapte jo dil ko aaram hai
aaram hai
salaam hai
tadapte jo dil ko aaram hai
aaram hai, aaram hai

jeene mein kya kashmakash hai
jeewan to bas silsila hai
sangeet hi ye bimari
sangeet hi ye dava hai
yunhi haan khud mein hi kho ke
khud ko hi milne chala main
sangeet hi ye bimari
sangeet hi ye dava hai
teri zinda hasi ko salaam hai
salaam hai, salaam hai, salaam hai
tadapte jo dil ko aaram hai, aaram hai
salaam hai
tadapte jo dil ko aaram hai
aaram hai, aaram hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...