lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu chahtein kitna tumko sanam hain – sudhanshu singh

Loading...

chahtein kitna tumko sanam hain kya kabhi khabar hogi tumhe
dil hai toota mera bhi tujhse juda jo ho g*ya
fariyaad kar raha hoon ke tum khush raho
jiske bhi saath ho tum tumko vo khush rakhe
chahtein kitna tumko sanam hain kya kabhi khabar hogi tumhe
dil hai toota mera bhi tujhse juda jo ho g*ya hoon

dooriyan itni hogi socha na tha kabhi
door tak jise jaana tha vo ruk jaayega yahin
mere khaabo mein tum ho
meri baato me tum hi ho
chahe koi rahe na rahe
tum raho mere sang

tera saath tha bas maine manga jo mujhe mila kabhi nahi
tu tha mera jab tune bola par mujhe kabhi laga hi nahi
chahtein kitna tumko sanam hain kya kabhi khabar hogi tumhe
dil hai toota mera bhi tujhse juda jo ho g*ya hoon

yaadein jitni aayengi mujhko khabar hai gum tujhko bhi
tere bina jeena hai humsafar kho g*ya
tera milna dhoka tha ab kisse na mai ishq karoon
le toota mera dil o sajna

dil toota hai mera sajna

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...