lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu teri baatein – sudhanshu singh

Loading...

teri har baatein mai sunta g*ya mai khaab bunta g*ya
aur bas sunta g*ya mai
jo tera raasta tha kuch na mera vaasta tha
bas haath pakadta g*ya mai

jaaye na tu door kabhi mujhko ye dar lagta raga
rahe to sang mere umar bhar par jhoot ab ye hai lag raha

tu aa jaaye suraj ki tarah mai phool banke khush ho jaunga
b*rs*ga paani baarish jaisa naa aaye to mar jaunga

teri sunu mai kisi aur ki naa mai karu fir baat
tu ho jaye mera fir mil jaaye tera saath
haath pakad ke ghuma mai dunga

meri hi rehna, tum bas meri hi rehna
meri hi rehna, fir bas meri hi rehna
jaane ki naa baat tum kabhi mujhse karna
meri hi rehna, bas meri hi rehna

jab se tumse judaa hone ka dar laga hai
mai tujhme hi khuda mai khudmein khudko dhoondta hu
“rehta hai kyn akela?” kehta ye aasmaan hai
mai khudmein laapata aur manzil meri khud khuda hai

meri hi rehna, tum bas meri hi rehna
meri hi rehna, fir bas meri hi rehna
jaane ki naa baat tum kabhi mujhse karna
meri hi rehna, bas meri hi rehna

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...