lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu adversity – suhel raza

Loading...

jab khushi hui mustarad
tab jaake mila
zindagi jeene ka sabab
khushiyon ka aana*jaana toh
laga rehta hai iss zindagi mein
bas ek gham hi hain mustanad
basera toh gham aur khushi ka
jazbaton main hota hai ek barabar
par ghamon ke jyada hone main
insaan ki hi hoti hai koi karamat

kalam se lafz
utrey toh thay safon pe
par na jane jaa chapey inn
logon ke dilon pe
har koi ghira rehta hai
mushkil halaaton se
bas gham chupata firta hai
banawati muskurahaton se

muntazir tha me kamyabi ka
par na tha mujhme hausla
jeeney se itna khauf tha
ki zindagi ne khud fanda dala maut ka

ae mere khuda
ye kaisi hai hai duniya*dari
jab aai meri safal hone ki bari
tab dikhayi logon ne kafi gaddari
khair fikar na karo
mein bhi khelunga aisi paari
ki ek din
kardunga inka poora majma khali

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...