lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu lost angels – sultan nation

Loading...

lost angels lyrics
yeh un apano ke liye
jinko hum kho chuke hai
count your blessings
sultan
mujhe aisa lage khuda meri sunta nahi
bhagwan mujhe apno main ginta nahi
jis jis se tha pyaar wo huye saare door
mujhe maut manzoor , par koi chunta nahi
maine apno ko khoya
26 saal main 6 saal wala roya
dhundhu aasmano main abhi bhi main dada ko
taaron ki chadar main raaton ko soya
naa naa zakham abhi baaki hai
tiffin chori kia jiska yaad satati hai
ek mera dost , wo sacha mera bhai tha
shokeen yamaha ka wo sacha issai tha
sunday ko charchon ke baad nunyendo ko
khela karte hum ragad ke apne kandho ko
chance dusra shayad deti nahi zindagi
aur upar wala mushkil jung deta wsakht bando ko

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...