lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu paradise – sultan nation

Loading...

paradise lyrics
bachpan se dekha sapna , chota sa ghar ho apna
ghutno ko tek ke jo maanga tha , sab hoga apna
aata tab na tha hasna , situation pe koi bas na
salon tak ek jodi jutton ke tasmon ko kasna
maine maa ko tha bola , saari uljhan door hongi
thoda yakeen kar maa, na tu majboor hogi
dekh zindagi badlati kuch kitabon se
thoda sa naam , paisa , hustle aur khitabon se
paper ko padh ke maine paper aaj bana liya
chapter jo kaala the wo saara aaj jala diya
rent ke pinjre main na kaid karo parinde ko
ghonsla khud ka maine tinke jod bana lia
maa
waada tha tujhse mera dunga tujhko good life
irada tha khudese mera dunga khudko good life
jarurat na jannat ki na mannat aasman ki
tu hai bhagwan aur yeh ghar hai apna paradise

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...