lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jaane do na – sunny khan durrani

Loading...

in kaali raaton me
adhoori baaton me
in saari yaadon me
kya rakha hai jaane do na

wo faaslay barha rahe
ham raaste dikhaa rahe
ham kiske mohtaaj hain?
ham apne hi raston pe barhte hi jaa rahe

seedha saada larka aaya rap game me ke
cheene na niwala khaata sirf apni plate se
par is game ke asool thore mukhtalif
mun pe saare dost karte waar peeth peeche palat ke
me torta riwayatain
tabhi aaj kal sab hi ko mujhse shikayatain
ke jane do na rehne do na chahiye masaala
aur mic pe aake me bhi dil ki sunaata
ham chor chuka karna samaaj se samjhotay
ye rap scene tha pheeka gar ham nahi hotay
to kyun na me bhi ghoomu chaurha seena phulaa ke
ye milta ni maqaam kisi tray pe sajaa ke
ham chahte to kitno ke kholdete sar
par ham jaane dete bachon ko phelaane dete par
sare brands jese makhiyon ke maarte hain gheray
set pe chill karne ko lakhon wo de rahe
bhai sath fikar nahi ke phir tum kiski side ho
khoon me riyaazi pie theek se divide ho
agar art se na pyaar hota, shayad ham bhi par hote
ham bhi hote doghlay aur dushman apne yaar hote

dil aur dimagaah ki jung yan sadaa shaad rahe
bas g*ye in sab ke mehel ham hi barbaad rahe
subah shaam zehen me jalta inteqaam rahe
chala qallam gaarh ke, peeche bas peghaam rahe
bachne ka na chaara dikhe
chale jidhar dhaara dikhe
jaib me the baara sikkay
2 chehron ke gyaaran dikhay
wo bolain tum akele nahi jisko pareshaani
to mene apne jeson ki hi faoj banaali
seena hua chalni me zakhm nahi gin para
andheray me betha ke guzar g*ye din baara
hathon me tootay we rishton ki dor hai
in dhaagon ko kis mun se baandhun mazaar pe
saaron ka guzre we saalon pe ghor hai
kyun na ho jab sapne hi bik g*ye bazaar me
kis kis ko dosh dain, ham kis kis se bolte?
ham jis dar ko kholte, har shakl pe makhotay
khud se hi binti ke khud ko hi maaf kar
khud se hi binti ke khud ko hi maaf kar
khud se hi binti ke

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...