lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kyun – talha qasim ft. bakar rehan

Loading...

talha qasim:

dil mein, bhari pari
kafi batein
dil mein, bhari pari
kafi yadein

tu ham say kyun door gya (door gya)
tera ham say kyun man bhar gya (man bhar gya)

tu kyun mujh ko chor g*yi
kyun dil ko tu tor gyi
ab mein kidhar ko jaun
bta naa kuch tou abhi

bakar rehan:

phatne laga mera sar dard say (dard say)
yadein ghoomein mere dimagh mein kabsay (kabsay)
mere kamray ki diwarein gawah hein (gawah hein)
mere cigarettes kyun itne barh gye (why)

arsa hogya hai mujhe apne ghar g*ye (ghar g*ye)
ghar ki zimmedariyon ka bojh sar pay
tere baray mein karta nai ab tabsaray
par tere naam se kyun larh jata hun sabsay
mujhy meri zindagi mein zindagi thi mili
or isi zindagi mein meri zindagi thi chini
ab basar bhi tou karni hai ye poori zindagi
magar ab zindagi mein meri koi qadar hi na rahi

ab choro na meri ye batein purani
wo batein purani jo ban g*yi kahani
ye sari kahani suna dun zabani
tu kehde tou dedun ye saari jawani

talha qasim:

tu ham say kyun door gya
tera ham say kyun man bhar gya

tu kyun mujh ko chor g*yi
kyun dil ko tu tor gyi
ab mein kidhar ko jaun
bta naa kuch tou abhi

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...