lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu maine – trik

Loading...

[hook]
kiya jo apne dum pe kiya hai
maine
saha hai jo bhi haske saha hai
mujhse
zyada kahi kisi aur ne dekha hai
khudko
ye dilasa deke chalta bada mai

[verse: 1]
haskar harpal sochun jo soch jo
woh na thik meri
dhadak se dhakka lagta hai tab aati akal kahi
warna toh chupp chaap
subah sham karun tede kaam mai

khudki nazron mai gira aur ye baat maan na koi aam baat hai

par khudko kabhi bolun lajawab
dalun aag mai tel nahi
tel mai aag mai
aisi chiraand
ghoome aas paas

maine dhakka deke durr bhag*ya
paas na aaio marunga
salon ne salon se mattha khaya
hisab toh leke manunga

[hook]
kiya jo apne dum pe kiya hai
maine
saha hai jo bhi haske saha hai
mujhse
zyada kahi kisi aur ne dekha hai
khudko
ye dilasa deke chalta bada mai

[verse: 2]
only 1 2 3
i got my mains
first copy
nahi kare flex chains
mera brain
slow i7
kabhi bullet train
aati khudpe sharam
jab bhi hota pink rain

jhatke se palko pe boond giri jab
attka tha khuli meri neend kahi tab

jabtak hota mujhe kisi pe yakeen
ho chhuki thi pakki meri neev badi tab

jaag jaag kaam kara din raat
tabhi toh aaj khuch bhai bole gand faad

karega khuch unke zyada yakeen mujhse
deta poori izat mujhko zyada tmeez tujhse

[hook]
kiya jo apne dum pe kiya hai
maine
saha hai jo bhi haske saha hai
mujhse
zyada kahi kisi aur ne dekha hai
khudko
ye dilasa deke chalta bada mai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...